Posts

Courses

  📘 5 Saala Dars-E-Nizami Course Yeh Course Madaris-E-Arabiya Ke Ma'roof Nisab Par Mabni Hai Jisme: Nahw O Sarf Tafseer O Hadees Fiqh O Usool-E-Fiqh Aqaid, Mantiq, Falsafah Aur Deegar Uloom Shamil Hain Course Ki Mukammal Tafseelat Aur Weekly Schedule Jald Faraham Kiya Jayega In Sha Allah.

Pdf Library

📘 Sharh Noor Ul Anwaar (PDF) Yeh Kitaab Usool-E-Fiqh Par Ek Azeem Al-Shan Sharh Hai Jo Dars-E-Nizami Ke Course Mein Shamil Hai. 📥 Download Karein: Download PDF Safaahat: 320 Musannif: Mulla Jeevan

Articles

  📝 Islami Taleem Ki Ahmiyat Aaj Ke Jadeed Daur Mein Jahan Madiyat Aur Dunyawi Taraqqi Ne Insan Ko Ilm-E-Deen Se Door Kar Diya Hai, Wahan Islami Taleemat Ki Shadeed Zarurat Hai. Islami Taleem Insan Ko Na Sirf Allah Ki Maarifat Deti Hai Balki Ek Paakeeza Aur Saleh Zindagi Guzarne Ka Tareeqa Sikhati Hai.

Aalim 1st Year

1. Anware Shariat Click to Download 2. Farsi Ki Pahli Click to Download 3. Marifat At Tajweed Click to Download 4. Minhaj ul Arbia Part 1 Click to Download 5. Minhaj ul Arbia Part 2 Click to Download 6. Qawaid un Nahw Click to Download 7. Qawaid As Sarf Awwal Click to Download 8. Tahseel ul Masadir Click to Download 9. Tarikhe Habibe Ilaha Click to Download

Islamic Counseling & Advising

Zindagi Ke Har Maslay Ka Hal Qur’an-o-Sunnat Ki Roshni Mein Aaj Ka Insaan Chahe Zahir Mein Kitna Bhi Taraqqi Yafta Kyun Na Ho, Magar Andar Se Wo Uljhanon, Pareshaniyon Aur Bechaini Ka Shikar Hai. Har Mod Par Aise Faislay Aur Challenges Samnay Aatay Hain Jahan Sahih Rahnumai Ki Zarurat Hoti Hai. Aise Waqt Mein Agar Qur’an-o-Sunnat Ki Roshni Mein Rehnumai Mil Jaye To Na Sirf Masail Hal Ho Jate Hain Balki Sukoon, Itminan Aur Ruhani Khushi Bhi Hasil Hoti Hai. Isi Maqsad Ke Liye Islami Rahnumai Aur Mashwarah Ek Mukammal Aur Jame’ Service Hai Jo Zindagi Ke Har Pehlu Par Islami Andaaz Mein Guidance Faraham Karti Hai. 1. Khandani Aur Uzdawaji Masail Nikah, Talaaq, Shauhar Aur Biwi Ke Huqooq-o-Farz, Gharailu Jhagron Ka Hal Aur Aulaad Ki Sahih Tarbiyat Par Mukammal Mashwarah. 2. Naujawano Ke Dini Aur Ikhlaqi Masail Munshiyat, Fahashi, Buri Sohbat, Taleemi Rahnumai Aur Kirdar Sazi Ke Zariye Naujawano Ko Seedhi Rah Dikhai Jati Hai. 3. Nafsiati Aur Ruhani Masail Depression, Waswase, Bechaini, Jadoo...

Islami Rahnumai

      اسلامی رہنمائی اور مشاورت ( Islamic Counseling & Advising) زندگی کے ہر مسئلے کا حل قرآن و سنت کی روشنی میں آج کا انسان خواہ بظاہر کتنا ہی ترقی یافتہ کیوں نہ ہو، اندر سے الجھنوں، پریشانیوں، بے سکونی اور مسائل کا شکار ہے۔ زندگی کے ہر موڑ پر ایسے سوالات، فیصلے اور چیلنجز سامنے آتے ہیں جن کے لیے صحیح راہنمائی کی ضرورت ہوتی ہے۔ ایسے وقت میں اگر قرآن و سنت کی روشنی میں رہنمائی میسر آ جائے تو زندگی کے مسائل نہ صرف حل ہو جاتے ہیں بلکہ سکون، اطمینان اور روحانی خوشی بھی حاصل ہوتی ہے۔ اسی مقصد کے لیے اسلامی رہنمائی و مشاورت (Islamic Counseling & Advising)  ایک جامع اور ہمہ جہت سروس ہے جو زندگی کے ہر پہلو پر اسلامی انداز میں رہنمائی فراہم کرتی ہے۔ خاندانی و ازدواجی مسائل .1 نکاح، طلاق، شوہر و بیوی کے حقوق و فرائض، گھریلو جھگڑوں کا حل اور اولاد کی صحیح تربیت جیسے اہم موضوعات پر مکمل رہنمائی دی جاتی ہے۔ 2. نوجوانوں کے دینی و اخلاقی مسائل منشیات، فحاشی، بری صحبت، تعلیمی رہنمائی اور کردار سازی کے ذریعے نوجوانوں کو سیدھی راہ پر لایا جاتا ہے۔ 3. نفسیاتی و روحانی مسائل ڈپ...

Islamic Finance & Economics Course

  Islamic Finance & Economics Course   Halal Ma’eeshat Ki Janib Ek Qadam Al-Hanfi Academy Fakhr Ke Sath Pesh Karti Hai Ek Mukammal "Islamic Finance & Economics Course" Jo Ke Aaj Ke Asri Ma’ashi Nizaam Ko Qur’an O Sunnat Ki Roshni Me Samajhne Aur Halal Tareeqon Se Apna Karobaar Ya Ma’eeshat Chalane Ke Liye Raah Dikhata Hai. Course Ki Ahmiyat: Aaj Ka Ma’ashi Nizaam Riba, Gharaar Aur Haram Ma’mulaat Se Bharpoor Hai. Is Course Ka Maqsad Hai Ke Musalmanon Ko Ek Aisa Ilmi Aur Amali Nizaam Faraham Kiya Jaye Jis Se Woh Apni Ma’eeshat Ko Halal Usoolon Par Mabni Kar Sakein. Course Ki Khubiyan: Islamic Economics Ka Taaruf Aur Us Ke Usool Riba (Soood) Ka Mafhoom, Nuqsanat Aur Shari’i Manaa Halal Investment Aur Tijarat Ke Usool Islamic Banking Aur Takaful Ka Nizaam Asri Ma’ashi Masa’il Aur Unka Islami Hal Zakat, Ushr Aur Waqf Ka Ma’ashi Kirdar Qarḍ-e-Hasan, Mudarabah, Musharakah Aur Ijarah Ma’ashi Insaf Aur Sustainable Development Ka Islami Nizaam Course Ki Muddat: 1 Saal Taleem K...