Courses

  📘 5 Saala Dars-E-Nizami Course Yeh Course Madaris-E-Arabiya Ke Ma'roof Nisab Par Mabni Hai Jisme: Nahw O Sarf Tafseer O Hadees Fiqh O Usool-E-Fiqh Aqaid, Mantiq, Falsafah Aur Deegar Uloom Shamil Hain Course Ki Mukammal Tafseelat Aur Weekly Schedule Jald Faraham Kiya Jayega In Sha Allah.

Dawat O Tableegh Course

 Dawat O Tableegh Course
  Aaj Ke Daur Ki Zaroorat

Al-Hanfi Academy Aap Ke Liye Lekar Aaya Hai Ek Behtareen "Dawat O Tableegh Course" Jo Ke Jadeed Daur Ke Taqazon Ko Madde Nazar Rakh Kar Tayyar Kiya Gaya Hai. Ye Course Un Tamaam Talaba, Asaatiza Aur Khud Da’wat Ka Jazba Rakhne Walon Ke Liye Hai Jo Deen-e-Haq Ko Hikmat, Ilm Aur Mohabbat Ke Sath Duniya Tak Pohanchaana Chahtay Hain.


Course Ki Khubiyan:

Qur’an O Hadees Ki Roshni Me Dawat Ka Mafhoom

Asri Challenge Aur Unka Islami Hal

Hikmat Aur Daleel Ke Sath Guftagu Ka Fan

Mukhtalif Mazahib Aur Firqon Se Mukalima

Social Media Par Dawat Ka Asri Andaaz

Ahl-e-Kufr, Ghair Muslim Aur Ghair Mutadayyin Logon Ko Dawat

A’la Akhlaaq, Sabr Aur Tahammul Ki Tarbiyat

Tareeq-e-Nabawi Ki Roshni Me Dawat Ka Amali Nizaam



Course Ki Muddat: 1 Saal

Asaatiza: Tajurba Car Islamic Scholars Aur Mu’allimeen

Tanzeem: Al-Hanfi Academy

Taleem Ka Zariya: Online + On-Campus (Agar Dastiyab Ho)

Kya Aap Tayyar Hain Deen Ki Is Barkat Wali Khidmat Ke Liye?

Hissa Baniye Ek Aise Safar Ka Jahan Ilm, Hikmat, Aur Amal Ka Husn Ek Sath Mila Hai.

Contact For Admission

Email: alhanfiacademy@gmail.com

WhatsApp: +917860970325

Team
Al-Hanfi Academy


Comments

Popular posts from this blog

Terms & Conditions

About Us

Islamic Counseling & Advising